Maine Socha Bhi Nahin Tha (poem)...
Maine socha bhi nahin tha itna tujhe chah sakti hon main Ke hosh na rahega apna is kadar apna tujhe bana sakti hon main ***** Teri judai ke tasawur se iskadar bhi ghabra sakti hon main Ke gharhi millan ki ko dua ke asar se ek umar bana sakti hon main ***** Di Rab ne zindagi, our jeene ke dhang tujhse... 
Ramadan Mubarak...
Ramadan ka mahieena, barakaat ka maheena, Dua ka maheena, ataa ka maheena Rehmaton hi rehmaton ka maheena, aik aisa maheena ke jis mein main to kahongi jitna khudgarz ho sake utna ho jaye koi…Oh no no mera wo matlab nahin khudgarz se jo ap samajh rahe hain Mera matlab hai ke Allah se mangne... 
Maaye Ni Maaye...
Maaye ni Maaye mujhe aaj bata kis maati se hai tujhe Rab ne banaya Kaise bhala kaise tujh mein yeh itni chahat itna noor hi noor hai Samaaya Maaye ni Maaye mujhe aaj bata Tune itna yeh anokha husn kahan se paya Ho tum aaj bhi itni mukamil tumne phir kaise hum par apna aap hai lootaya Maaye... 
Dua Our Khuda...
  D*U*A Dua aik Aitmaad hai*Dua aik Yaqeen hai*Dua aik Bhrosa hai Dua aik Umeed hai*Dua aik guftagu hai*Dua aik pakizagi hai Dua aik wasila hai*Dua aik housla hai*Dua aik Mohabbat hai Dua aik raaz hai*Dua aik Humdard hai*Dua aik taqat hai *Dua se Qainaat Hai*  Duayein kitna barha housla hoti hain,... 
Do Dilon Ki Mohabbat.....
Mohabbat ka yeh naam Mohabbat ada karte hue humare lab do baar aik doosre ko choomte hain, Koshish karke dekh le koi…MohaBBat…Koi keh hi nahin sakta yeh naam bina iske ke unke hont do baar aik doosre se milein na Kitni pyari hai yeh cheez,Lekin kya yeh koi cheez hain, kya yeh koi zaat hai,...