Kaise Kaise Mousam...
Aaj jab main jaagi to tabiyat ajeeb bojhal si thi, bas yonhi bouhat lazy sa feel kiya khud ko, Kuch to sunday ka kamaal to kuch bas yonhi phir kya hua ke maine bahir dekha to kaafi barish ho rahi thi, awww aik dam se mood fresh ho gya, thoda thoda halka halka romantic :shy: thoda bas muskurane...