Maine Socha Bhi Nahin Tha (poem)...
Maine socha bhi nahin tha itna tujhe chah sakti hon main Ke hosh na rahega apna is kadar apna tujhe bana sakti hon main ***** Teri judai ke tasawur se iskadar bhi ghabra sakti hon main Ke gharhi millan ki ko dua ke asar se ek umar bana sakti hon main ***** Di Rab ne zindagi, our jeene ke dhang tujhse...