Do Dilon Ki Mohabbat.....
Mohabbat ka yeh naam Mohabbat ada karte hue humare lab do baar aik doosre ko choomte hain, Koshish karke dekh le koi…MohaBBat…Koi keh hi nahin sakta yeh naam bina iske ke unke hont do baar aik doosre se milein na Kitni pyari hai yeh cheez,Lekin kya yeh koi cheez hain, kya yeh koi zaat hai,... 
Aanso’on Ki Pehchaan…...
*A*N*S*O*O* Main aksar sochti hon yeh aansoo bhi kya cheez hote hain,har morh par sath sath.. Khushi mein bhi sath Ghum mein bhi, Kuch paa liya to bhi sath, Kuch kho diya to bhi humkadam Kitne mukhlis hote hain na yeh Ansoo, aik aisa sahara jo kadam dar kadam sang rahe,aik aisa sahara ke jiska sath... 
Mere Liye Dosti…....
*D*O*S*T*I* Dosti aik aisa lafz hai jo waise suna to sab ne hoga lekin iske mefhoom se waqif kam kam hi nazar ate hain, Haan dawa to sahiyad har koi karta ho ke wo janta hai Dosti kya hoti hain, our kaise nibhayi jaati hai, our yahan tak ke unhe to yeh bhi gumaan hota hoga ke unse barh kar koi doosra... 
Posheeda hai…....
Posheeda hai…… Aurat ki haya…Uski Fitrat mein! Aurat ki wafa…Uske Khuloos mein! Aurat ki himmat…Uske Sabr mein! Aurat ki adaa…Uski chaal mein! Aurat ki izzat…Uski Aabroo mein! Aurat ki taqat…Uske Azm mein! Aurat ki sharafat…Uske Jazbaat mein! Aurat...